Sahib Fikro Nazar Haq ka Wali kahtay hain,

|

Sahib Fikro Nazar Haq ka Wali kahtay hain,
kashif kanz n Habib Azla kahtay hain,
jo Doba Howa Suraj plat Kar Deakhay,
Hum Osay Apni Zaban ma "Ali" (AS)kahtay hain ,

Sun le jahan wala Hum Malngo Ka Nazariyah ,

|

Sun le jahan wala Hum Malngo Ka Nazariyah ,
ABBAS(As) Shahansha ka Alam kO humaray Garo par ha,
Hum Ne Ye Tahiyah Kiya Hai ka Punjay K shakal MaiN,
ibn Ali(As) ka Hath Humaray Siro Par Hai.

Matam Ki Sadao Say Zamanay Ko Hila Do,

|

Matam Ki Sadao Say Zamanay Ko Hila Do,
Deher Mai SHABBIR(AS) ka Pagum suna Do,
Mukhtar key Sorat Jesaya jena Nahi Ata,
Hurr(As)Ban ka osay jhom ka Marna hi Sekah Do

Tulo Howa Woh Zamanay Mai Aftab a Wafa ,

|

Tulo Howa Woh Zamanay Mai Aftab a Wafa ,
k jis k Noor Say Qaim Hai Abo Tabay wafa ,
wafa ko itni bolandi par lay gayah ABBAS(As),
koe Bhi na La Saka aj Tak Jawab a Wafa.

Ab Tak Ulaj Rah Hai Yazeedi Hujom sa,

|

Ab Tak Ulaj Rah Hai Yazeedi Hujom sa,
SHABBIR(AS) To Deen Ko Gahze Bana Diyah,
Toj (As)par Darood Par Ka Pochatay Hain Haq ka pass ,
To Na Namaz Ko bhi Namaze Bana Diya.

Ankho Mein Jagta Hai Sada Ghum HUSSAIN(As) kA,

|

Ankho Mein Jagta Hai Sada Ghum HUSSAIN(As) kA,
Senay Mein Sans Layta Hai Matam HUSSAIN(As) ka,
Mati Mein Mil Gay Hain Eraday Yazeed ka,
Lahrah rah ha aj bhi purcham HUSSAIN(As) ka .

Bashar ko Naz Nabowat ka Noor an HUSSAIN(As)

|

Bashar ko Naz Nabowat ka Noor an HUSSAIN(As)
JANABE FATIMA ZAHRA(As)ka dil ka Chain HUSSAIN(As)
kabhi Namaz Sa Pocha jo Ranj o Ghum ka Elaj
kah Namaz Na Buysakta HUSSAIN HUSSAIN(As)

 

©2009 . | Template Blue by TNB